Ham aik aisa muasharay ka hissa hain jha 80 % larkion sa bacha adopt krwana ka baad handaan waalo ke trf sa oska saath batameezi kee jaati hai / nookraanio waala salook kia jata hai 💔. #MeriBetiOskiBetiBarabarHai
2 kisam ka loog hain ; aik " barra aadmi" doosra "barra insaan"
Barra admi srf apna lia barra hai...
Barra insaan wo hai jo doosron ka lia kuch kr ka brra banta hai ! 💞😊
Sheikh rasheed on being asked that why didn't you get married till now
Sheikh rasheed : " jab rooz taaza dhoodh mil rha ho tu bhaiss paalna ke kya zarort hai .." 🤣🤣🤣 tooba hai😂😂😂😂