I'm not biased towards the person or party
Better ki to baat hi nahi hai iske barabar ka hi kou ho to bata do
Mujhe development, inflation in sabki baat karni hi nahi hai
Tum bas alternative batao jo itna compitent ho aur national security ke liye itna aggressive ho
@Phunsukwangduji Bhai yaar karnataka Me nahi aa rahi hai baarish Farmers ka bohot bura haal hai is saal janvaron ke liye ghaas bhi nahi उग paayi hai is Saal
@airtelindia Ye kya Harkat hai bhai kyun bhej rahe ho flash messages ?
Recharge hai us number me ye ghatiya flash messages ke kaaran koi aur messages padh hi nahi paa raha hu tumhare coustomer support team ke to kya hi kehane baat ho jaaye ye bhi badi baat hai

@MobiKwik aisi service se naa tum customer acquire kar paaoge aur naahi tumhari image achhi banegi team members ko bolo pahle aapas me cordinate kare phir call kare hi client par itna time spend karoge to sirf resourse ka misuse hoga aur kuch nahi
@MobiKwik Bhai service ke naam par torture de rahe hai apke log pichale 5-7day me 40-45 call kar chuke hai ab kya mujhe har individual jo tumahare team me hai unko update karna padega ki mujhe loan ki requirement nahi hai ????