@balrajkundu1 5000 se jyada Hartron employees her department m Kam ker rhe h. Na to unki salary increase ki ja rhi na hi unko Koi other benefits diye ja rhe h. Sabse Jada kam enhi ke dvara kiya ja rha h. Lekin govt ka Koi Dyan nahi h Es taraf. hmara mudda vidhansabha m utaya uske liye Thankyou