@RajSampark@DIPRRajasthan Jagatpura railway station ke bahar, gate no. 2 , Hanuman colony. phootpath par. Jaipur, light ki DP ki wire open mai hah. Kabhi bhi casualty ho sakti hai. Aam Public toilet karti hah. Issko Lohe ke jaal se pack karna chahiye.
Complain.
@JVVNLCCare@DrBDKalla1@KCGupta55917242@ashokgehlot51 Lagta hah jub koi marr jayega. Tub department action lega iss matter mai. Issliye kaha jata hah sarkari kam matlab kachuuhe ki chaal. Ho to ho nhi ho to bhi kuch nhi.
Really third class service hah jvvnl ki
@DrBDKalla1@KCGupta55917242@ashokgehlot51@JVVNLCCare Jagatpura railway station ke bahar light ki DP open mai hah. Aam public toilet karti rahti hah. Kabhi bhi casualty ho sakti hai. Issko Lohe ke jaal se cover karne ki jarurat hai.