@Saiff198 Azadi ke 75 saal tak ki sarkaro ne yeh dhyan de diya hota to Hindustan bhi sabse aage hota… magar gareebi hataao ka nara de ke congress ke neta arabpati ban gaye desh ki janta gareeb hee rah gayi buniyaadi jarurat 2014 tak puri ho jaati to aane wali govt ko yeh nahi karna padta