Varun Chakaravarthy ko bas bethne ke liye rakha hai kya team mai.
Itna dangerous spinner baahar betha hai
Thanks to Gautam gambhir coach saahib
Or jadeja ko as a batsman or fielder team mai rakh lo but as a spinner i dont think ki varun se acccha option hai woh
#BigBoss17 itna bakawas show kar diya hai na khud big boss ne , bhai itni jyada partiality towards mannara,I mean us ladki ki wajah se mujhe big boss dekhna band karna pad raha hai, what a vamp she is 👹. And big boss toh uske naukar lag rahe hai show mai❌ #bigboss17isbakwas