Aye mere Parwardigar! Mujhe bana de namaz qaim karne wala
aur meri aulad mein se bhi, aye hamare Parwardigar! Meri is dua ko qubool farma.
Surah Ibrahim : 40
#millat#quran#Allah#sabr#quran#namaz
तुम कभी भी नेकी के मकाम तक नहीं पहुँच सकते, जब तक कि तुम उसमें से खर्च नहीं करते जो तुम्हें पसंद है औ�� जो भी तुम खर्च करोगे, उस पर अल्लाह को पूरी खबर हैI
Al-Quran, Ali 'Imran : 92
#millat #quran #charity #allah #surahalimran
"Aye Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam)! Kaho ki agar tum Allah se mohabbat karte ho to meri pairvi karo, to Allah tumse mohabbat karega aur tumhare gunah maaf kar dega. Aur Allah bakhshne wala, raham farmane wala hai."
Surah Ali'Imran : 31
#millat#quran#mohammad#mohammadﷺ