Jis din india me log dusro per dyaan dena band kar denge us din india the india banega....koi kuch bhi kare its none of your business....and who gives you rights to make someone's vedio like this .....sry for my words bcoz this is india #Lucknow#lucknowcity#news#viral#india❤
Nagar palika unnao me Adhyaksh ka pad rikat hone se kafi paresani ho rahi hai...krpaya mujhe adhyakash banne ka ek mauka diya jaye...meri cm (up) se vinati hai..maine management mein snatak kiya hai 🙏 @myogiadityanath@CMOfficeUP@narendramodi@CdoUnnao@dmunnao#upgov
फेसबुक, व्हाट्सएप और इंस्टाग्राम का सर्वर अचानक डाउन हो गया। रात करीब 9.15 बजे तीनों के सर्वर डाउन हो गए जिससे यूजर्स को भारी परेशानी का सामना करना पड़ा। इसे लेकर वॉट्सएप ने कहा, हम इसे सही करने का प्रयास कर रहे हैं और जल्द से जल्द इस संबंध में अपडेट देंगे।
#serverdown#fbdown
@RNTata2000 Hello tata sir ji pranam🙏 mujhe Aapse bahot imp baat karni hai per Aapka contact nahi mila mujhe to mujhe laga ki tweet karke hi meri baat Aap tak pahuch jaye . mere pass ek bahot bada businness plan hai ..humko Aapki help chaiye uske liye . thank you.waiting sir ❤
India me general cast walo ke sath itna bhed bhav kyu hota hai.kyu ek general boy or girl ko kaphi struglle krna pdta hai government job ke liye.or others cast ko kota or kai chij jaise age me bhi cota milta hai.ya to sabko kota do ya kisi ko nahi #NarendraModi#PMOIndia#UPSC
@PMOIndia Sir....Aap indian space or Technology ke development per dhyaan dee.Aaj india america, russ ,china se Technology me piche kyu hai kya kami hai hamare Country me...kyu yaha ke scientists ko Aaj dusri countrys ke liye work kerna pad raha hai #हमारे_प्यारे_मोदी_जी#India
@PMOIndia Sir....Aap indian space or Technology ke development per dhyaan kyu nahi dete......Aaj india america, russ ,china se Technology me piche kyu hai kya kami hai hamare Country me....kyu yaha ke scientists ko Aaj dusri countrys ke liye work kernna pad raha hai