@ArvinderLovely@gupta_rekha@MCD_Delhi Abhi Tak Jo sewar Se waste nikla hai Wo Uthya nhi hai apko pta hai us waste kitni Biwari Ho Sakti hai Aur Jis Contractor Ko ye kaam mila hai Usko Ajit Nagar Gali no.10 bhejna Sewar se Waste water Bahar aa rha hai
@DelhiJalBoard@ArvinderLovely@gupta_rekha Ajit Nagar Gali no.10 mai Jo Sewar Se waste Bahar Nikla hai Wo Sunday se Gali mai Hi pada Hua hai aaj Tak kisi ne uthya nhi hai usko hatwa dijiye Kitni Bimari Fel rhi hai And Jo sewar Clean kare hai usse Waste water Bahar Nikla rha hai
@ArvinderLovely@gupta_rekha@MCD_Delhi Agar Aap Logo se Ajit Nagar Gali no.10 Se swear ka Waist Nahi Uthya ja rha hai To bta do Kisi Apni vehicle wale ko bhej do Hum usko paise de ker uthwa denge Agar Apki Bus ki nhi hai To 3 din se msg ker rha hu apse kuch nhi hua
@ArvinderLovely@gupta_rekha@MCD_Delhi Apki Jo vehicle aati hai Gali mai Se Kharcha Uthne wo Naali mai se jo Waste Nikala hai Wo le ker ja rhi lekin Jo sewar Clean kare Hai uska Wait lekar nhi ja rhi hai Jo karna hai Gharo mai Chote Bache bhi hai unko infection ho sakta hai
@MCD_Delhi Tum Logo ko koi kaam Karna aata hai ya nahi Ajit Nagar Mai Jis contractor ko sewar ka kaam diya hai usko bhejo Aur sath Mai Jis JE ne kaam diya hai Usko bhi Mai Bhi Indian oil ka contractor hu Mai btaunga kaam kaise hota hai
@ArvinderLovely@gupta_rekha Aaj Hamare Area Ajit Nagar mai sever clean karne wale aaye the Wo sever cover ko hilti se nikla rhy hai Agar aage Sever Bhar jaata hai To waste saara Sever se Bahar aayga
@ArvinderLovely@hdmalhotra@gupta_rekha@narendramodi Aaj 6 bje se Jaam laga hua hai Aur abhi tak Clear nahi hua hai Under pass bna diya lekin koi sochta hai Iske baare mai pahle se bhut bura haal hai Gandhi nagar jaane wale log Aur jinhone Ghar mai hi Factory khol rkhi hai Residencial walo ko bhut prblm hoti hai
@ArvinderLovely@hdmalhotra@gupta_rekha@narendramodi Seelampur Metro ke pass jo Railway Track ke niche under pass hai jo Rasta Ajit Nagar ke liye jaata us under pass itna Rush Rhta hai Agar kisi family wale ko Emergency mai kahi jaana ho wo kaise jaayga koi nahi sochta
@AmitShah@PMOIndia@nitin_gadkari Delhi-Dehradun Expressway Madula Per logo ne highway band ker diya hai jisse bhut ganda jaam lg gya hai police se bhi khulwaya nahi ja rha hai mujh ko 1:30 hrs ho gye hai jaam mai khde hue
@MCD_Delhi@ArvinderLovely Jab Tak Mujh ko Mera UPIC number nhi milega Mujh ko kaise pta chlga ki Mera Tax Kitna hai Wo to Kuch bhi bta denge ki apki itne payment hai
@MCD_Delhi@ArvinderLovely@gupta_rekha Residential Property 50 Gaj ( 42sqmtr ) Area Ground floor + 3 floor ka House Tax kitna hoga 1 year No Rent Only Residential Property Bcoz aaj MCD office gya tha UPIC Number ke liye wo bol rhy hai payment Do jab UPIC number Denge
@ArvinderLovely@CMODelhi Mam App Unauthorised Calony Ko Hatwa Rahi ek apse Ye bhi request hai Seelampur Metro parking ke pass under pass jo Ajeet Nagar jaata hai waha Bhut saari Jhugiya Hai Welcome se shastri park Tak wo kab Tak hat jaaygi
@MCD_Delhi Please Ajeet Nagar Delhi -31 mai bhi ap sealing ka surway karwao bcoz yaha per logo me Gharo ke under factory khol rkhi hai bura haal hai Gandhi nagar mai dukaan wale apni dukaan ke bahar saman Rakhte hai chalna muskil ho jaata hai
@News18India@m_shivanipandey Please Ajeet Nagar Delhi-31 mai jo Area hai waha per bhi sealing honi chhiye logo me Gharo ke under factory khol rakhi washing machines lga rakhi hai bhut bura haal hai Ajeet Nagar old seelampur gandhi nagar mai to chalna hi muskil dukkan wale dukkan se bahar saman rkhte hai
@CMODelhi@MCD_Delhi@PMOIndia@narendramodi@HMOIndia@AmitShah@NitinNabin Meeting karne se kuch Nahi hota kaam karne se hota hai Ajeet Nagar Metro underpass Aao Apko sab kch Pta Chal jaayga Barrish mai kya haal hota hai And second point Gandhi nagar jaane ke liye ye ek Rasta hai jiske karan Morning or night mai bhut rush hota hai emergency mai log kya
@ArvinderLovely@gupta_rekha Gd Afternoon sir , Mam please Seelampur Metro underpass Jo Ajeet Nagar ke liye puliya Bani hai please uska kuch solution Nikalo Barrish ke time mai waha se aana bhut muskil hota hai paani bhar jaata hai And kachra Dump yard bana diya hai uska 🙏