@nehafolksinger Yes ये बिल्कुल शर्म की बात है इसलिए हमें सिर्फ उन्हें reservation देना चाहिए जिनको जरूरत है.. तो सब एक साथ बोलो.. reservation उसको जिसको उसकी जरूरत है
@HansrajMeena@narendramodi Tabhi toh bol rahe hai sab. usko Reservation do jisko jarurat hai.. na ki usko jiska pet pehle se hi bhara hua hai... bhai Iss bache ko Reservation chahiye.. Iske liye aap aage aao kab tak caste based Reservation hoga aakhir kab tak???
@ICICIBank_Care Bhaisahab itni bekar service banking line me maine kabhi nahi dekhi.... 3rd class se bhi bekar service hai icici bank ki abhi tak mere paise mujhe refund nhai mile... koi senior banker iska answer nahi de pa raha hai.. sirf mail mail khel rahe hai mere sath .. @RBI
@ICICIBank Very unprofessional! Top-Up Loan DD was handed over on 31 July, yet the full EMI was deducted on 10 August. Why was the EMI deducted so early without proper communication? Who bears the bounce charges if funds are insufficient? Please clarify urgently. TBMUM00007841455
@Charu_on_X_x@AshwiniVaishnaw sir kya advertisement ko koi certificate lene ki jarurat nahi padti?? Agar nahi toh fir aaj se hi compulsory kardo pata lag kal ko ye ad wale bina kapdo ke Holi aur Deepawali banane ki ad banane lage..
@Charu_on_X_x And sister biting her lips... WTF Iss advertisement ka director or story writer kon hai pata karke tag karo zara... Uske ghar aise rakhi banate hai kya???
@Oiarjunrathore Good question....
Ek story sunni thi maine Jab ek apradi ko Prabhu Shri Ram ji ke pass le jaya gaya toh uss apradh ki saza dene ke liye sabha usse mritu dand dena chahti thi par Prabu Shri Ram ji ne uski dadi moonch katne ko kaha uss waqat bhi dadi moonch ki itni value thi...
@ArvindKejriwal Sir jab aapko itna kuch pata tha toh sheesh mahal per kyu itna kharcha kiya ye samjh nahi aa raha hai... pls ek video uss per bhi post kare.. janta ka paisa kyu lagaya iska jawab janta ko dena hi chahiye