@VivekGa54515036 moderation, tender,SOP, RoP ka bat tumse Krna baimani hogi q ki jiska jamir mar chuka hai usko koe bat jinda nhi kr skta...badhai ho Bihar se ho....
@VivekGa54515036 RTI ka jabab nhi de pati BPSC.. court ka samna nhi kr pati BPSC..koe aawaj uthaye to clarification na dekar debar krti hai BPSC.. students se BPSC hai na ki BPSC se students...50 topper ka copy nhi dikha kr 50 minutes ka video bana k transperency ka proof deti hai BPSC...
@samrat4bjp BPSC 70th me hindi medium bale ko jan bujh kr number kam diya gya hai. BPSC ko koe SOP nhi hai. Manmane tarike s number edit kr k bihari students ko bahar kiya gya hai..please kuch action lijiye.. bihari k kismat me sirf bahar jakar kamana hi likha hai kya?
@BPSCOffice 70th BPSC me injustice hua hai..Hindi medium k students ka future dark kr diya gya hai.. RTI mangne se jabab nhi mil raha..kya sabse bhrasht aayog BPSC hai?
@BPSCOffice Student dwara puche questions ka jabab mil jay to wah youtube pe nhi bhatkenge.. dhanyawaad..waise 70th Bpsc k mains result kab tk aa jayega.