@ifoolkingOG Saza e maut ek limited time k baad sunne k baad khaas nhi lgta, bas Raftaar ka Verse loop material h par bureeh ko mene boht jyada baar sun chuka hoon abhi bhi Naya sa lgta h (mera opinion h)
Hn kisi aur track me same flow aur beat thi naam yaad nhi h toh Indian drill to nhi