@Ragrey_shah Aak tu pakistan mein 99 % shah jali hain… apna DNA check kerwao pata chalay aap logoon ha Hazoor kay khandaan say door door tk laina daina nahi…
Dosra Allah ka naam mano pehlay khud tu video drkh loo kay real hai ya fake.
@MoeedNj Sir Shenandoah National Park VA mein cabin rent per miltay hain, Bohat Khobsurat jagha hai kuch din guzar ker dimag theek kernay kay liye, aur wahan signals bhi nahi atay tu internet bhi shaid thora limited milay jis ka faida yeh ho ga kay aap asi videos post nahi kerain gain.
Pakistan kay aaj kal kay haalaat dekh ker mujhay Agneepath(2012) film mein aak jazeera, Mandwa yad ata hai. Us jazeeray per aak villan hai Kancha aur qoam kee yehi oqat aur halaat thay..
#Pakistan
@iShaheenAfridi@iShaheenAfridi jeeti mitti paleed ho gaee hai na Lala tumhari ees tweet kay baad, shadi kernay per gaur ker laina. Jo hisab kitab chal raha hai tumhara mil tu jaee gee koi aur bhi tumhaeen.
@DrNaumanNiaz@shoaib100mph@DrNaumanNiaz tumhari wasay jitni mitti paleed ho rahi hai, behtar hai tum bhi security concerns ka bahana bana ker ghar hee betho. Banda apna level dekh ker baat keray. Kahan @shoaib100mph aur kahan tum. Siwae media coordinator ke khana puri kay elawa ho kiya tum? #ShameOnYou
@SyedAdnanKhalil Dur fittay monh bai shah tera. Haya naam kee bhi koi cheez hoti hai. Jab woh ganji atama mangti thi tab tu kabhi nahi bola. Example kay liye zayada dur janay kee zarorat nahi tujhay.