@Sanks2105@rakeshlove153 Ye channel join Kiya tha mene fir mene leave kr diya leave krne k baad msg aaya mere paas ki left kyu ho gye m sanks hu ye bola usme
Baad me khelne k liye bola win hone pr 50/50 krne ko kha
@rakeshlove153@Sanks2105 Ye nhi win krwayga bro mere bhi 12000 loss krwa diye , bola win hone pr 50/50 kr lenge or loss huaa to m pura pay krunga aapko , isne bola 2999 wale 4 contest join krne ko or charo me loss huaa ab telegram se remove kr diya chat k sath