@AjayHebbar@dheerajkyadav37 Thik hai. Aap ab aap ke ghar ko tala mat lagana. Aap ka ghar hai, kisi ko andar aane ki ijajat nahi hai. Khulla chod do aur ghum ne chale jaao.
@dheerajkyadav37 Kya aapne kisi sharif LADAKE ko ause adhaa nangaa road par ghumate dekha hai? Agar ladaka aise ghumega to log unako bhi kahenge ki "bhai dhang ke kapade to pahano"