@_Rishav_Raj Ye ladka faltu ka news daal daal kar apna followers badhana chahta hai..
Lage raho aisehi
Kabil log social media ke khabron ko hakikat samajhna chhod chuke..
@KraantiKumar Tum nepal rahte ho kya?
Matlab koi brahman rajpoot bhumihar baniya in sab ko vote nahi karta?
Ta hamko aisa lagta hai ki tum ko bkcd karne me sirf maja aata hai.
Gyan ke mamla me sunya batta sanata ho tum..
Mere apne ghar par bahut din rjd ka jhanda laga raha..
@_Rishav_Raj Jo udhyog laaye hai pata bataiye berojgaar hai ham
BPA ka nokri BJP sarkar ne le liya
Ab bus bakthethri hi har jagah ho raha hai.
Waise badhai dene ke liye dhanyawad..