@AuraXsync Bhai sawaal Natasha ka nahi haiโฆ
asli sawaal ye hai ki gulab jamun ne aisa kya kar diya tha ki poori mithai ki dukaan chhod ke usi pe dil aa gaya ๐ญ๐
@future_ofr Vese study partner ke liye to mil gya .....mil gya na ?
"Abh Jo tumhe aata ho, woh mujhe samjha doโฆ aur jo mujhe aata ho, woh main tumhe ๐ Deal?"
Pyaar or coding mein ek cheez same hai --
Jitna samjho, utna hi complex lgta hai.
Aur jab finally sab theek ho...
Tab tak koi aur bug aa chuka hota hai.๐จโ๐ป๐ช
@RadhikaKarma โDay 12 and 100 followers already ๐โฆ lagta hai Day 100 tak Twitter ko aapse subscription lena padega ๐โ
By the way Congratulations ๐