@sarikaaaa123 @StelinaSte65668 Isha abhishek k saath bed share kar rahi hai.. Close rehti hai uske saath.. Jyada time spend karti hai.. Isha pagal nhi usko bhi boundaries pta hai.. Boyfriend k naam par uski image nt karo..
@Forfavourites Faltu ladki ki image kharab kar rahe log, media.. Live feed mein Isha bhi gussa hui thi jab usko bahar boyfriend ka taunt kar raha tha aur usne clear diya toh kyu usne starting mein bola tha aisa..
@Forfavourites Kuch bhi isha ne baar baar abhishek ko bola hai woh single hai aur even ankita ko bhi bola.. Bed share kar rahi uske saath , usko itni akal toh hai.. Abhishek ko pta hai samarth frnd hai uska..