اعلیٰ حضرت کے خاندان کا 200 سالہ دینی خدمات پر رضا اکیڈمی کی جانب سےجشن تقریب
Celebrating 200 years of religious services of the family of Aala Hazrat Imam e Ahlesunnat
#RazaAcademy
Haajiyo! aao Shahanshaah ka rauza dekho
Kaa’ba to dekh chuke kaa’be ka kaa’ba dekho
Misl e parwana phira karte the jis sham’a ke gird
Apni us sham’a ko parwana yahaañ ka dekho
#RazaAcademy
20th April 571 AD is the birth date of the Holy Prophet ﷺ as per the English calendar. Hence #RazaAcademy has announced to observe it as #WorldDuroodDay and aim to send 571 crore durood shareef to the Holy Prophet ﷺ.
Join us in sending 571 crore Durood Shareef
Noori Durood Bank 👇🏻👇🏻👇🏻
https://t.co/jcQLw0fXao
10th Shawwal
Yaum e Raza Mubarak
175th Yaum e Wlaadat Aala Hazrat Imam e Ahlesunnat Imam Ahmed Raza Qadri Barkaati Radiyallahu Ta'ala Anho
Apne Raza ke qurbaan jaaoñ
Jisne sikhaya naam e Muhammad ﷺ
#RazaAcademy
Shirk tha jab naaz karna Ahmed-e-Mukhtar par,
Nuktachi the log ilm-e-Sayyide Abrar par,
Is kufr par ek din Mashi’yat ko jalaal aahi gaya,
Mere Aaqa ki Mohabbat ka sawaal aahi gaya,
Surat-e-Taskeen ki nikli Dil-e-Simaab se,
Ek kiran Phooti achanak Charkh par mehtaab se,
Us kiran ko Ahle dil Ahmed Raza kehne lage,
Ummate Khatm ur Rasool ka Peshwa kehne lage,
Us kiran ne Raah-e-Imaa’n ko munawwar kar diya,
Phool toh Phool Khaaro ko Gul’e tar kar diya,
Aye Imam-e-Kaum, Ummat ke nigehbaan Zindabaad!
Zindabaad Aye Mufti-e-Ahmed Raza Khan Zindabaad!