Kahane ke liye to bahut kuch hai lekin shyad aap meri baat aur dil ke jazbaat samajh hi gaye honge,
Bas aaj ke liye itana hi,
Aapke PMA ki abhilaashaa main aapka ek shishya,
Mera pranam sweekar karen 🙏🙏🙏
#ltpcalculator
You may think ki " Main roz to live session karta hi hun, to phir PMA ki kya jaroorat hai' but iske jawab main sir itana hi kahana chaahata hun ki,
Aapka PMA hamare liye utana hi jaroori hai jitana thakaan ke baad neend, jitana pyaase ke liye paani, aur jitana bude ke liye jawani
@DaddyInvesting Guruji pranam
Mujhe lag hi raha tha ki koi family medical emergency hui hai tabhi aap humse nahi jood pa Rahe hai, mai upar wale se prathna kar raha tha ,ki Mera bhagwan ji aap aur aap ke family sab thik ho,aur aap Janne ke baad prathna karta hun ki sari problem thik ho jaye.🙏