@railcomplaint@sureshpprabhu mai travel kar raha hu pnr no. 4241182544 se ek to mujhe seat B1 and B4 me diya gaya aur B4 seat pe sound itna hai ki so pana muskil hai ac coach ka ye haal hai aur aaplog bullet train ka soch rahe hai
PNR #2958091077
Train #14863 Marudhar Exp
Water - 20Rs
Coffee - 20Rs
Veg Lunch - 130Rs
Chhach - 20Rs
ओवरचार्जिंग के बाद भी घटिया सामान @RailMinIndia@RailwaySeva@bhartiyrailways
Middle class का जीवन भारत में बस झेलने के लिए हैं
हिंदुस्तान में बदलाव असंभव हैं
@hindujalfinance@hin7753@Civil Hinduja wale ke staff bhi rud behavior rakhte hai aur inka corporate office and registered office number bhi koi response nahi hai
@hindujalfinance@hin7753 @nirmalasitharaman @Civil sir maine apna 2 wheeler loan ka NOC attack kiya aur mere civil me aaj tak overdue show ho raha hai iske liye jo bola gaya sab maine kiya but abhi tak ye solve nahi hua iske wajah se mera koi loan nahi mil raha hai plz
@RailwaySeva@PMOIndia@IRCTCofficial mera pnr no. 8743412679
Se travel kar raha hu mai platform no 1 pe m. K stole no 7 pe pani boltle lene gaya to chhote 1 ka coin accept nahi kiya gaya aur damki diya ki jao jaha complain dalana hai dalo nahi darte kisi se
@HeroMotoCorp Aap log kal se dekh rahe ho aapke service center se bola ja raha hai ki jo karna hai kar lo, mai heromotocorp ka reputation ka dhajiya ura dunga halke me le rahe ho aap log
@HeroMotoCorp Sir maine apna gari no. MH12TL3423 hai aur mai aaj service karane ke liye hero ke service center aaya tha to mujhe 2700 ka estimate diya gaya ab mujhe 15280 bol rahe hai maine mana kiya to 3500 charge manga ja raha hai gundagardi hai.