@OberoiShelly Ye Road Par Thakat laga rahe hai kya MCD ko ye dikhta nahi hai kya phir jab bheed ho jati hai or koi jab jata hai to usse agar inka koi saman gir jaye ladhne Marne ko tyar ho jate hai traffic bhi jaam hota hai isse bahut kya MCD ko ye sab najar nahi aata kya inhe lagani hai patri