@nishikant_dubey@RahulGandhi Babasaheb ke banaaye samvidhan mein Parsi dharm ka is tarah ka ullekh kahaan hai? Bataaiye zara? Pramaan dijiye? Hum swayam ek Parsi hain! Jhooth bolna toh aap andhbhakto se seekhein... Pehle muslim, phir Christian, Sikh, aur ab hum Parsi logo ko bhi? Sharm kar lijiye!