@AmirHQureshi Zabardast ya kam bht phaly hona chaiya tha wasa jo ab howa hai or ab ino na badmashi karni hai dakna ab ya Pakistan main aman karab karan ga ya Pakistan dushman tha hain Hamshan rahan ga
@MaryamNSharif Alhamdulillah Meri Bhanji Ko Kal Laptop mela woh bht khush hai Thank you CM @MaryamNSharif woh tu Apki full fan ho gai hai hum tu wasa he PML N Ka support hain Alhamdulillah .❤️
Thank You Cm @MaryamNSharif meri Bhanji Ko Aj Laptop mela hai special apka liye ya video banai hai uno na bas ap sy mel ni saki apka time kam tha i think soo..CM @MaryamNSharif plz follow back zaror karan bht time wait pa hon..wasa meri sister ka naam be Maryam hai❤️