@its_Sensational bhaee tw yeh point bhi tw nhi karti , jab dekho tab har mard har mard laga rehta story or posts pr abay apna baap bhai ko bhi phr bolo woh bhi male hain koi alag makhlooq thori hain
@abyzaynab agayi ek or feminist , excuse me ap yeh baat ko accept karo k har jagah achay buray hoty hain , kuch larkiyo ka character tw or ziada ganda hota hai iska yeh mtlb thori k ussay me saari females ko judge karoon or chigma boy banoon
@its_Sensational han tw un manhus k bacho ko target karti rahogi tw males core kese pata chalega ? bhaee khuda ka wasta hai yeh baat accept karo that har jagah achay buray log hoty hain , apki dost fizza ko kuch din pehly bht ziada deeni and dunyawi lehaz se bataya tha but woh manne ko ready nhi
@its_Sensational mera mtlb mu maarna hi tha bs usko smooth way mein dosti ka naam diya , and ngl yeh aj kal jo jo feminism wali hain unke acc mein 50 se kam larkay nhi hotay