@thatmarineguy21 Unche ohde per baithaa huaa ek vekti Aam jantaa ko cokroch yaani keeda makoda samjh raha Aur bol rahaa hai wo tumhe Achchha lag rahaa hai?
@ArvindKejriwal Chup hojaao Sir. . Achhaa nahi Lagta Aapke munh se ye jhoothi tasalli. . Janta ko jab Aspki zaroorat hoti hai Aap Jail men jaake Aaraam karte hen. . Aap Kyaa Bjjp se Aag hain? Main Aapko Bahut chaahta thaa lekin Aapbhi Bjp ke Chatukaar nikle