Aurangzeb Khan or #QateelShifai 24 December 1919 ― 11 July 2001 Won Pride of Performance in 1994. Plz Reтweeт #Qateel#Shifai Poetry. Aɴ Effort σғ @ThePoetrySMS
Tootnay Aur Bikharnay Ka Chalan Maang Liya
Ham Nay Halaat Say Sheshay Ka Badan Maang Liya
Apnay Collar Main Jo Ek Phool Tha Us K Badlay
Ham Say Ek Shakhs Nay Khwaaboun Ka Chaman Maang Liya
Jab Suna Aaein Gay Kuch Log Naseehat Karnay
Aik Dojay Say Wahein Ham Nay Wachan Maang Lya
Assalam-O-Alikum!
To My All Followers,
Main Apny Tamam Followers Sy ik Request Karta Ho
K Plz Aaj Meri ID Apny 1 Dost Sy Zaror Follow Krwaien,
Follow Krne Ka Tariqa Ye Hai:
Apne Dost Bhai Ya Rishtadar K Mobile K Writte Message Me
FOLLOW @QateelShifaiSMS
LiKh Kr 4O4O4 Pe Send Kre
Kab Kaha Mujh Ko Taaj-E-Shahi Day
Ishq-E-Ahmad (Saw) Mujhe Elahi Day
Reh K Andhon Mein Tujh Ko Dekh Sakoo
Mujh Ko Maula,Woh Khush Nighai Day
Kon Ho Teri Zaat Ka Munkir
Jab Muhammad (Saw) Teri Gawahi Day
Bandagi Ke Woh Ratt Jagay Hon #Qateel
Har Sitara Meri Gawahi Day..
#Naat
قتیلؔ رکھتا ہوں حُبِ رسول سینے میں
یہ زادِ راہ بہت ہے مجھے عدم کے لئے
قتیل شفائی
Qateel Rakhta Houn Hubb-e-Rasool (SAW) Seenay Main
Yeh Zaad-e-Raah Bohot Hay Mujhay Adam K Liye
#QateelShifai#Shair#Naat#بزم_شاعری#بزم_ادب
FOLLOW @QateelShifaiSMS
Husn Ko Chaand Jawani Ko Kanwal Kehtay Hain,
Unki Soorat Nazar Aaye To Ghazal Kehtay Hain..
Ufff! Woh Mar Mar Say Taraasha Hua Shaffaf Badan,
Daikhnay Walay Usay Taaj Mahal Kehtay Hain !!
#QateelShifai#SaleemRaza
Follow @QateelShifaii
Program : Nikhat (PTV Live)