Thanks to ICAI's "Advance AI" level paper setting, post-exam trip ke sapne wahi khatam ho gaye the. Ab bas suitcase se vacation ki feel le raha hoon. π§³π₯² #IBS#CAFinal
Mere pg ka dost bol rha ki IBS mein 5 case studies karli toh penalty lagti h kya? Mein apne Mann mein bol rha ki yeh bc 4 bhi puri karle wahi badi baat h
Dheere dheere mental pressure phirse aane lag rha h ki wapas wahi CA books kholni padegi. I hope pass ho jau.π
Pata nhi, ab majja bhi nhi aa rha padhne mein.