@Omrlp07 Iss question ka me logic batata hu ki ek image ko chhodkar black area upar left me hain sirf image b black area niche right taraf hai isliye ye hona chahiye mere hisab se
@Narenderajat@alokrajRSSB Bhai mere sabse pehle sso logout Karo fir upar ki 4 chize bharo roll number se pehle wali fir file attach karo fir baki ki details bharo or ye kam fast hona chahiye 2 minute me nhi to nhi hoga
@deepak_yog49678 Bhai ye sahi ye ya galat ye to me nahi kahunga par han itna kahunga ki aam tor par har form me har hamesha 3rd year ki marksheet ki details hi dalte hain wo bhi total wali ...aap board ki email krke puchh lo vese ab option edit or delete ka option aa gaya hai
@ramjan787@alokrajRSSB Mere bhi aisa hi hai me to iske Bina form bhar dunga koi problem nahi hogi kyunki obc to har sal naya banwana padta hai or har sal naya kon banwaye or vese bhi isme jaraurat nhi bahut so iske Bina hi form bhar diya hai dv ke time pe jarurat hogi abhi 10th 12th or rscit de do bus
@deepak_yog49678@alokrajRSSB 3rd year ki marksheet hi upload krni hai par usme tino salo ka aggregate Total hoga yani tino ka total bhi likha hoga uska percentage nikalna hoga or vo likhna hoga