@WithhLoveAnnie Ye sab scripted hai warna Neha gang Ashu ji ko vote kyu karte... Inko bhi yahi lagta hai ki ladaiyo se hi trp milti hai... Aur sab gang mein 6 roadies karne the isliye jinke gang mein 7 the unke 6 roadies kar diye
@BiggBoss_Tak Looks like Sara went with bagga and Karan with kashish and they were not able to decide so all four got nominated or Karan with bagga and Sara with kashish #bigboss18
@hashim0778@rajudasji99 Kya rozgar ka matlab sarkari Naukri hi hoti hai, Aisa hai to Desh mein hamesha berojgari hi rahegi koi bhi govt ajaye par sabko sarkari Naukri nhi de sakti
@YouthAgnstHate@yadavakhilesh Paisa insan caste se nhi kamata hai, uske liye mehnat, padhai aur dimag lagana padta hai, par apke Rahul Gandhi ko to thali mein paros ke mila hai unhe kya pata Paisa kamane mein kitni mehnat lagti hai
@sidharth_unity Ram ji ke naam par vote na maango kyuki #ramji na hi womeniser ko support karege aur na hi women beater ko, bhai bhagwan ko na lao bich mein Jo karna hai khud karo
@kkundrra@kkundrra Roadies mein agar #Munawar ata aur apko pata chalta ki wo two timing kar Raha tha to ap usko galiya de rahe hote aur ab ap usko support kar rahe ho, why this double standard.. kya sorry bolkar sab galtia maaf ho jaati hai
@BiggBoss_Tak Yahi ladka women beater hai jo #JaiMataDi and #JaiShriRam bolta hai aur phir kehta hai mein Aisa hi hu..our new generation don't need heroes like him.... Sad to see this
@mocktaless India is progressing, womeniser and women beater are new generation heroes and it's new normal now, yahi desh pragati kar Raha hai #BigBoss17
@TheKhabriTweets Bahar ao to pata chalega ki ye season #vickybhaiya ke naam se bhi Jana jayega... Jo Banda zero followers lekar Aya tha aur jisko #BigBoss ki support bhi nhi mili par sabse jyada active contestant of #BigBoss17 is #VickyBhaiya
@BiggBoss_Tak He is copying #Gautam#siddharth#asim#umar pehle poke Karo, chillao, ladai Karo, bitching Karo, galiya do aur phir dikhao mein lone warrior hu, is season sab fake hai no one is real
@iamkamyapunjabi@ColorsTV Ab sabko real ban Jana chahiye aur koi bhi thoda poke karein to thapad jad do,kyuki poking pe thapad marna allowed hai. Phir dekho ye show #BigBoss ki jagah #ThapadBoss ban jayega
@manupunjabim3 Isliye uske thappad ko bhi inhone valid prove kar dia, #SalmanKhan ne itna try Kara ki sab agree ho jaye #AbhishekKumar ko ghar mein reentry ke liye par #Manara and #Vicky nhi mane ๐๐ Jo starting se sabko poke karta tha usse hero bana rahe hai
@manupunjabim3 Bhai #Salmankhan ne bola hai jaisa bahar rehte ho waise hi #BigBoss mein raho, jaise bahar ladai mein hath per chalate ho waise hi yaha bhi allowed hai ab kyuki sabko real rehna hai. Is logic ke hisab se Abhishek and Tehelka hi real hai #Bigboss17
@real_khabri_1 Ye sab drama hai janta ko dikhane ka ki mein lone warrior hu, ab ye #Pratik banna chah raha hai apni to koi personality nhi hai iski bas previous contestant ko copy Karo.. #pokingKjng ko kisi ne poke Kara to rone lag gaya