Aaiye hm aapko dikhate h Kaiser ganj ka haal,
Jaha ek taraf modiji swach Bharat ki baat karte h vhi dusri or yha ki Meerut Nagar nigam soi Hui h..
10 din se Jada ho guye h yha nale ka ganda pani bare huye
Or yha ke Nagar vasiyo ka bimari/durghand se bura haa h.
Jld nivarn kre