@rajgarh_mamta1 @RubikaLiyaquat Madam, waise kai Dusko tak time inhi logo ka tha, tab sayad tumne dekha nahi hoga, kyo ki tum rahi nahi hogi ,us samay per ।।
@yadavakhilesh कभीं बंगाल पर भी बोल दिया करिए और अपने शासन को भी याद कर लिया करिए !! बहुत जल्दी सब कुछ भूल जाते है, बूआ, मंदिर, कैराना, सब भूल गए , क्या जी आप भी !!
@Iqrahasan_ Madam, phir to her koi virodh karega , kyo ki bahut kucch her kisi ke hak me nahi hota, phir to sabhi log kisi na kisi ka bhi Virodh karenge hi. phir kya hoga !! is per bhi thoda gyan dijiye !!
@Iqrahasan_ Iqra, Hamey ye samjh me nahi aata ki insaan dusaro pe hi ungli kyo uthata hai, Apno pe kyo nahi, jabki ३ ungli khud ke taraf isara hamesha karti hai !!
@NayakRagini@RahulGandhi Madam, aap dhakkan kholne ko bahut bda kaam manti hai , phir to aap ko gaon me jakar dekhna chahiye, wha to kab khol dete hai pta bhi nahi chalta............ !!...
@AamAadmiParty Bhai tumhe kyo cahiye control transfers pe, isase pahle Delhi me kaam nahi ho rha tha, Delhi desh ki rajdhani hai pura world connect hai delhi, tum sambhal loge Sab kucch.
@AamAadmiParty Are kya bol rha hai Bhai , tujhe kuch gyan hai ki nahi, sabse jyada Bihar aur UP ke bacche IAS, PCS, UPSC clear karte hai, desh ke 70% post in 2 state ke pass hoti hai, bina yha pdhai ke !!
@SanjayAzadSln@kharge Ye kaisi bidambna hai dekho, ye yaise log hai mjinki minto me dress change ho jati hai aur ek aam insan ko bhar pet roti ke liye pura din mehnat karni padti hai....jab ki dress usi aam insan ke hi paise se aati hai.....Neta sahi khatam honi chahiye desh se...
@AamAadmiParty Sanjay ji,manipur ki ghatna bahut Nindneeya hai,lekin kya desh me sirf aur sirf Manipur me hi yaisa hua hai,agar awaj uthana hai to sab jagah ki uthao,lekin tum log yaisa nahi karoge,aur sansad chalne nahi doge,aam janta ke gadhi kamai se sabhi saansad aur vidhyak rajsi jindgi..
आज संसद में हमारे Protest का चौथा दिन है।
Team INDIA🇮🇳 मांग कर रही है कि PM Modi संसद में आकर Manipur पर जवाब दें।
लेकिन प्रधानमंत्री मोदी INDIA की तुलना आतंकवादी संगठन से करके India का अपमान कर रहे हैं।
वो कह रहे हैं कि 2024 में फिर से आएंगे।
दुख की बात है कि जब Manipur जल रहा है, मोदी जी को सत्ता की भूख सता रही है
- AAP MP @SanjayAzadSln