@VinodAgnihotri7 Bhai pheli baat to ye hai ki tum kisi bhi chutiya logon ke liye humare bhagwaan kaa naam use naa karo bhai aap ki baat manta hu sahi bol rahe ho but bhagwaan kaa naam use naa karo aaj kal ki fight ke liye aap mahabharat aur ramayan jase yuddh ki tulna naa karo aap se nivedan hai