@prinyakasharma@myogiadityanath@drdwivedisatish@01shivendra@Sarvesh_69000 Ab kya kiya ja sakta hai ... Jo bhi krna hai unhi logo kr karna. . hum log chilla ke bhi kuch nhi kr sakte.. agr hum logo ki baat me itna dum rhta to ye bharti 2019 me hi clear ho gya hota .. issliye saant hoke tamaasha dekhte rahiye .. jaisa result aayega waisa kiya jaayega
@PoojaaShrivas10@drdwivedisatish@bstvlive @ANutanThakur @Aamitabh2 Chinta mat kariye .. sab achha hoga. . .... Ab waqt aa gya hai ki desh ke samvidhan ko phook diya jaaye aur apni citizenship ka tyaag kr diya jaaye .. fir automatic thik ho jaayega
@Khushbo29221223@Bindukushwaha3@Aamitabh2@myogiadityanath@drdwivedisatish Humko bahut gaali dene ka mann kr rha hai gov ko ,judge ko aur PNP walo ko .. inhi sabke wajah se aaj hum logo kutte ki tarah maare maare fir rhe hai .. kabhi kabhi lagta inn tino me pahle se hi koi setting rhti hogi ..
यूपी में डेढ़ दशक से भर्तियों को लेकर होने वाली अंतहीन भारी मुकदमेबाज़ी को लेकर कई दफा सोचता हूँ कि क्या ऐसा मुमकिन है कि हर भर्ती प्रक्रिया के हर चरण के निर्देशों पर पहले हाईकोर्ट और सुप्रीमकोर्ट की अग्रिम मंजूरी ले ली जाए-ताकि बाद मेंअदालत में विवाद की गुंजाईश कम रहे --
@NiharikaVibes@tanveer_afroj@myogioffice@narendramodi@myogiadityanath Tumahra kitna dimaag hai ye to mujhe abhi dikh gya.tum oil ka matlab khane me jo use hota hai usse samjh li ho n.😆😆.kya kare apki galti nhi hai. bjp party ki roz aarti utaarne me lagi rhti hogi to kaise pata rahega .oil matlab sabhi type ke oil.petrol, diesel,refine etc.samjhi
@NiharikaVibes@tanveer_afroj@myogioffice@narendramodi@myogiadityanath Uss tarah se samjhaye ..... Jyada dimaag mat lagaya karo fuse ho jaayega samjhi. .. modi ke chamchi ho kya tum .. jo pappu ka samrthak jaisa word use ki ho mere liye. ..kuch pata na rhe to mat bola karo .. nhi kuch bura sun logi mere se. .limit me rah ke bola karo .. samjhi n
@NiharikaVibes@tanveer_afroj@myogioffice@narendramodi@myogiadityanath Are anpadh gawaar ladki .... Har kisi ko kisi se compare mat kiya kro ... Samjhi n... Kabhi petrol pump pe gyi ho ki nhi .. waha pe kabhi tumne indian oil likha hua kabhi dekhi ho .. ummid hai ab hoss aa gya hoga. .nhi to samjhaane ke bahut saare tarike hai jis tarah se kaho
@myogioffice@narendramodi@myogiadityanath Kitna surakshit hai ... Wo to dikh hi rha hai.. wo mari huyi maa ko chota bachcha jaga rha tha.. ye save and secure kr rhe hai aap log .. shame shame ... 😭😭😭😭 Itna bura iss dharti pe kabhi nhi hua ...
@NiharikaVibes@myogioffice@narendramodi@myogiadityanath Pahle hi train kyu nhi chalu ki central government 🤔🤔🤔.. lockdown ke starting me sabha traino ko kyu nhi start karwaye 3-4 din sab log apne ghar aa gye hote .. ab kya lipa poti kr rhi hai ... Train me oil dalwane ke liye paise lagte hai issliye count krke train chala rhe hai?
@CarelessAmit @myogioffice@narendramodi@myogiadityanath Bolne ka thoda dhang sikh liziye .. tumne ,tum aise word use krke mat baat kiya kariye ..apne family me hi allow kariye .. thoda dhang se ..ha.. jaruri nhi ki sabko aise hi bola jaaye
@TheArnab_ @myogioffice@narendramodi@myogiadityanath Aap ka channel kabhi berozgaari per government se koi sawaal nhi puchta ...... Youth ko job chahiye ..apka bakwaas nhi..Aur ye bhi sun liziiye apka news channel government ke paiso se nhi chalta public dekhti hai tab milta hai apko paise.logo ke problem ko dikhaye na ki bakwas
@TheArnab_ @myogioffice@narendramodi@myogiadityanath Aur aap sabse ghatiya news anchor hai. Tamiz se baat krne ka dhang nhi apko. .Sudhir Chaudhary ji naam sune hi honge ..wo bhi ek anchor hai .. bolne ka andaaz sikh liziye pahle unse.. Apka news channel ek circus show ki tarah lagta hai . India ka image kyu down krte hai aap log