Bta naa ?
Hum milenge ek samay ke baad..
Kya tere kadam mere taraph badhege ek samay ke baad?
Tu hichakechay gee,thahar jargee ya fir muskurae gee, ek samay ke baad!
Kya ? Hum fir se milenge ek samay ke baad ...
Kya ?
Kya hoga milkr ab..Ab to khayal mai v tum nhi aati ,darne laga hu khud se ab ..wo waqt,wo baate kya bacha hai ab
Kya wahi pyar wahi viswas ho gaa ab .
Btao?
Kya ho gaa milkr ab