@CJP_for_India Kis दिशा me ja rhe bhaiya ji
Kya lagta hai aap pr koi believe kr payega kyuki sbko pta h aap bhi apne स्वार्थ ke liye h nii to kisi ek party ke liye nii ladte only desh ke liye krte sbko pta h iske jariye aaplog elections ki tyari kr rhe yad rkhe desh ko party nii chahiye
@ajitanjum@barcouncilindia Dhanya hai aisi language bolne wale sbhi पत्रकार kaha se sikhte hai aisi language ab to kisi news pr believe krna muskil h ye godi media ye congress media ye iska chamcha wo uska chamcha
Dhanya hai hmmare desh ki media
@AshutoshRanka Desh ki mahan aatma Mr Ranka ji phle aap apni छवि को sudhare party ka name liye bina kisi मुद्दों ko kyu nii uthate CJP AAP BJP party party khelna band kre sidha sa jwab only मुद्दे pe bat ho Party ka name liye bina chahe wo kahi ka bhi ho india ki bat honi chahiye na ki personal
@yadavakhilesh Aap students ko leke kitna seriously bat krte hai samjh me aa gya aapne bhi itne Exams ko leke itni meetings ki kuch hua unka abhi tk koi bhi awaj aapki kisitk pahuchi ya aapko koi serious leta nii kya विपक्ष itna kamjor ho gya ki ek मुद्दा bhi pura na krwa sake UPSSSC LOWER PCS
@brajeshpathakup Bas yahi krne ki ummeed h aapse
Aapne upsssc lower pcs ko leker आश्वासन diya tha kya hua uska kya sir ji only aapse jyada students ko exam dilane ki mang thi aapse naukari thori mangi thi lekin wo bhi aapse na hua UPSSSC aapki sunta bhi h ya bat hi nii ki gayi is bare me..
@kpmaurya1 Aapne upsssc lower pcs ko lekar आश्वासन diya tha kya hua aapke आश्वासन का। aapke pas itni power bhi nii h ki UPSSSC se iska samadhan nikal sake. jyada students ko exam dilane ki hi विनत��� की gayi thi na wo bhi na aapse hua ap next time koi aapke pas kya उम्मीद lekar aayega koi
@myogiadityanath Sidha sa jwab criminal ko khulke kyu nii samne laya ja rha aap dhyan denge to sayad hi ab kisi mandir me chadava dene ki himmat koi krta hoga aisi harkat krne ki himmat kaise kiya kisine chori word hi sunke kaisa lagta h aapko samjhna hoga ...
@myogiadityanath कब तक आप धर्म के नाम पर राजनीति करेंगे। अब समय आ गया है कि भ्रष्टाचार को समाप्त किया जाए । इतना सख्त कानून की जरूरत है कि जिसको सुनकर हि अपराध करने की क्षमता न हो। आपसे ऐसा ही कुछ करने की उम्मीद करते हैं मुख्यमंत्री सर जी।
@CMOfficeUP@myogiadityanath Jab aapko कारण पता है तो फिर समाधान करना चाहिए । एक बार सभी विभागो ��े जाकर देखिए क्या चल रहा। उनकी कमियों को दूर कीजिये। आपसे उम्मीद है कि कुछ महीनो मे आप सभाएं करने से ज्यादा जनता और students की समस्याओं पर ध्यान देंगे
@UpssscOfficial1 Bhut bhut dhanyawad itni badi jeet ke liye aap badhai ke प��त्र हैं। dekhte hai kb tk aap students ke hak ke sath खिलवाड़ करते रहेंगे।
@UPGovt@myogiadityanath Aapse upsssc lower pcs students ne kitni kosis kiye aapse only yahi demand ki gyi thi ki jyada se jyada students ko exams dene ka mauka diya jaye iske liye kuch kariye aapne kya kiya aaj tk pta nii hmme nirasa ke alawa kuch nii mila kbhi upsssc pe bhi dhyan dijiye sir ji
@UPGovt@myogiadityanath Students ki sarkar kahi jane wali bjp govt ek jawab aap facts ke sath de dijiye ki aapne itne years me students ki kitni bate suni aur unpar action liya only आश्वासन dene se nii hota kabhi krke bhi dikhana sikhiye
@UpssscOfficial1 UP ki population aur Pet me bhare jane wale forms ko dekhkr nirnay liya jaye to aapko pta chalega berojgari ka hal kya h aapse koi naukari nii mang rha lekin use exams me baithne ka mauka hi nii mile to isse bura kya hoga sayad hi aapke nirnayo se koi student khush hoga
@UpssscOfficial1 Aapse upsssc lower pcs ki chhoti si demand ki gyi thi ki jyada se jyada students ko mauka diya jaye kya ye aapka liya gya nirnay sahi h 7 years ke bad aane wali post ke liye only 1 लाख students hi kabil h ek bar pet me total forms dekhke decision lete to pta chalta
@ajitanjum क्या ऐसी भाषा का use krna किसी पत्रकार को शोभा देता है सामने वाला जो भी हो परन्तु आप तो सभ्य पत्रकार हैं। कुछ और शब्द भी होंगे जिससे समान अर्थ निकलता होगा। आपसे ऐसे शब्दों की आशा नहीं थी। कोई तो निष्पक्ष पत्रकारिता करे कब तक गोदी मीडिया, कांग्रेस मीडिया चलेगा
@ravish_journo Ab Desh ko kisi party ki jrurat nii agar sach me desh ke liye kam krna h to milke kam krna pdega jb desh ki bat aaye to sbki awaj ek honi chahiye Pure mansoon session me kya kisi neta mantri ka paisa lga kya jo banner banner khelke barbad kiya gya is pure kharch me kiska paisa
@ravish_journo Ye chal kya rha hai party party hi khelenge ya kuch kam ki bate bhi hongi ab desh me koi congress ka chamcha koi bjp ka chamcha yahi chalega ab Desh me
Koi desh ki bat bhi kr le kya krna chahiye ki future me aisa na ho kaise desh ko viksit kiya jaye
@RailMinIndia
Please irctc app ke tatkal tickets ke bare me sochiye kya ek app itne sare users ko handle kr skti h itna bekar app h ki kbhi tatkal tickets book hi nii hote itna server issue,error aate hai ki booking kya app kam krna band kr deta hai minutes me tickets jati kaha?
@IRCTCofficial
Kya 140 cr ki population ke liye hmm is app se ummeed kr skte hai jo khulti hi na ho aap direct kyu nii bolte ki aapko jyada rupye ki demand hai trains chalane ka koi fayda nii jb uska tickets hi available na ho