@myogiadityanath Sir ,yaha greater noida ke ilaako mein light nhi mil rahi hai ,jisme ham private naukri karne walo ko raat ki duty se ya din ki duty ,dono hi kaarno mai dikkat ka samna karna pad raha hai ,hm bill bakhubi dete hai lekin fir bhi ,hme iss samasya se nijat nhi prapt ho rah hai
Aadarniya yogi ji ,yaha ncr mai har tarah ke log apne parivaar hetu ,naukri karne aaye hain lekin hme bill dete rahne ke baad bhi ,light prapt nhi mil rahi.