@PrasadSid@KarandeVai21884@5days_banking Kese ek bar batao to yr...shayad me tumhare point of view ko samjh paun...ho sakta hai me galat sach janta hun...to actual sach tum bata do yr...ek bar please kuch to aisa bata do yr ki me depression me kese hun.. please yr...kuch actual truth bata do...
@IndianBanker3@shadowystrange@5days_banking प्रबंधक ji, apne achha vichar rakha hai, lekin thoda ruk kar ye socha ki sab kuch Promise pe chal raha hai, actually Rupya kaha hai ??
Ye to wo hi bat ho gyi me tumhe gadi Dene ka wachan deta hun lekin gaadi ka pata hi nhi...ab kisi ko promise nhi hi chahiye to kaha se mile Rupya
@IManish07@shadowystrange@5days_banking Kyun tumhe nahi lagta ki banking system me dhire dhire staff me Kami aa rahi hai aur work badhta ja raha hai...rahi bat bank ki loot ki to bhai wo sabko lut rahe ho hain...janna chahte ho kese ?
@IManish07@shadowystrange@5days_banking Bhai mene table ke us taraf aur is taraf dono taraf khulke sach ko sach aur jhuth ko jhuth ankh me ankh daal kar bola hai, aur rahi bat banking ke gyaan ki to bhai tumhe lgta hai ki me kuch nhi janta to chalo kuch shashtrath kar lete hain... shayad fir meri bat samjh pao.
@girik_bond@5days_banking Tumme awaj uthane ki himmat nahi hai to kya karen me sab jagah bolta hun...kya hai bandhu arguments karke maskhari karna asan hota hai lekin fact ke sath awaj uthane me tote us jate hain acche achhon ke.
@PrasadSid@KarandeVai21884@5days_banking Exactly... isliye gold aur silver ke coins actual len den ke liye jimmedar the, aur 10gm chandi 1 rupya kaha gya actual, aur rupya shbd sankrit ke Raupya shabd se liya gaya jiska arth hota hai Chaandi...aur ek tola sone ke sikke ko Mohar bola jata tha..
@AmritC10@5days_banking Ohho.. sorry sir many of scientists are busy in this work, but for searching not for creation...
So you just want to say gold creation is just like planet creation 🤣🤣🤣🤣🤣🤣
Where was your sir till now..🤣
@AmritC10@5days_banking Ji Sir..I heard..am I does great work ??
By the WhatsApp is the role of niti ayog in monetory system, sir please explain because I think you are very intellectual..
@Abhi_N0w@CodeOfRebel@5days_banking Pata hai apko jab insaan ki samjh fail hone lagti hai to wo kuch bhi janne ke mood me nahi hota fir chahe sach ho ya jhut use bas apna ego dikhta hai, aur wo yaha waha ki baten karke bhagne ka prayas karne lagta hai.kyun? Kyunki uske bane vishwas hilne lagte hain.. मानसिक गुलामी!
@Abhi_N0w@CodeOfRebel@5days_banking If you want logics and proofs so contact, I'll explain you each and everything in crystal clear manner...
मानसिक गुलामी का सिर्फ एक ही हल होता है दोस्त की उसे सच का आईना प्रमाण के साथ दिखाया जाए।
"झूठहुँ जूँ कहुँ अति रति होई।
निश्चित करिअ सत्य सम सोई॥"
Just think above your 🙏
@5days_banking@AmritC10 Banking online money transferring system came in picture at first 2004-05 and upi at 2010. After that in 2015 incomtax became strict ...so online money system firstly introduced by banks, so who is responsible, the seedmaker or the tree guard?
@iam_vibhakar@5days_banking Bhai tujhe karna kya hai in sab se, gyaan ka maja lo na, aur agar uttar na ho to chup raho..tum par ek sher yaad aa gaya ho sakta hai thoda galat ho,
Tu idhar udhar ki bat na kar gaalib ye bata kaarwan kaha ruka..
@AmritC10@5days_banking Okay dear, so cash controlled by RBI and money creation controlled by banks, is it true or not ??
By the way you are so intellectual so please just formally inform me that gold could be manufactured or not 🤣🤣??
@iam_vibhakar@5days_banking Kyun...bharne ke ikchhuk ho kya??
Mudda kuch aur hain aur apan kahi aur pahunch gaye...loan hai ya nahi apko kya lena dena...batao