दरगाह साबिर के सज्जादानशीन शाह अली एजाज़ कुद्दुसी साबरी ने आज वरिष्ठ पुलिस अधीक्षक हरिद्वार से भेंट कर हज हाउस मैं 10 जून को होने वाली पैग़ाम ए हिन्द कॉन्फ़्रेंस मैं शिरकत करने का निमंत्रण दिया
!!!!Zaroori Ittala!!!!
Aap Sabhi Logo ko Ye Ittala Di Jati Hai All India Sufi Sajjadansheen Council Wa Hazrat Shah Ali Manzar Aijaz Quddusi Sabri Al Nomani Sajjada Nasheen Dargah Huzoor Sabir Pak Rh Ki janib Se Piran Kaliyar Shareef Mai Ek Conference Ka Ehtamam Kiya Ja Raha Hai Jiska Unwan Paigham E Hind Wa Sarv Dharm Sammelan Hai Ye Program Piran Kaliyar Shareef Dargah Huzoor Sabir Pak rh K Nazdik Uttrakhand Hajj House Mai 10 June Baroz Bar K Din Munaqqid Kiya Jayega Inshallah
Details K Liye
Niche Uploads Kiye Gaye Foto Padhle
Appeal-Is Post Ko Zyada Se Zyada Share Kare
Shukriya
AAJ HAZRAT SYED AMINUL QADRI SAHAB NE DARGAH HUZUR SABIR E PAK MAIN HAAZRI KAR CHADAR PESH KI WA
HAZRAT SHAH ALI MANZAR AIJAZ QUDDUSI SABRI SAHAB SAJJADANASHIN DARGAH HUZUR SABIR PAK RH
KI KHANQAH PAR POCH KAR SAJJADE SAHAB SE MULAQAAT KI
MASHA ALLAH
@syedaminulqadri
Aaj Mumbai Indians Team ke star Cricketer Aakash Madhwal ne Kaliyar Sharif Hazir Hokr Hazrat Qibla Shah Ali Manzar Aijaz Quddusi Sabri SajjadaNashin Dargah Huzur Sabir E Pak Se mulaqaat Ki Qibla Miya sahab ne Aakash Madhwal ko Mubarakbaad di Aur Dua ki Allah Rabul Izzat Huzur sabir e pak ke saqde main Aane wle waqt main inhe Roorkee ka wa mulk ka mazeed naam roshan karne ki toufeeq ata farmaye ameen
Aur Aakash Madhwal sb Ne dargah huzur sabir pak main chadar pesh ki
Masha allah @AkashMadhwalOff
The administration’s action of demolishing a 150-year-old dargah in bahadrabaad without any pre orders is condemnable. The administration’s actions are reprehensible as no notice was issued before removing the dargah,
@ndtv @UMESHKU39869359 @BhimArmyChief@mahaksingh8265
*Ahem Ailaan..!!*
*Aaj 29 Shabaan thi*
Piraan Kaliyar Shareef aur atraaf mein chand ki ruyat ki koi khabar mausool nahi huwi hai...
Lehaaza Dargah Huzoor Sabir Pak rh ki jaanib se *Sahib E Sajjada Hazrat Shah Ali Manzar Aijaz Sabri Quddusi Sahab qibla ne kal baroz Jumeraat 30 Shabaan1444 mutabiq 23 March 2023 hone ka ailaan farmaaya hai. IN SHA ALLAH 24 March ko *1 Ramzanul Mubaarak* hogi #Ramzan2023 #Ramadan2023 #RamadanKareem
Uttar Pardesh BSP Party K Warisht Neta Janab Qazi Imran Masood Sahab Qazi Shazan Masood Sahab Ne Sajjada Nasheen Dargah Sabir Pak Rh Hazrat Shah Ali Manzar Aijaz Quddusi Sabri Sb Ki Kothi Par pahuch Kar Mulakat Ki Aur Dargah Huzoor Sabir Pak Rh Mai Hazri Pesh Ki
@ImranMasood_@shayanmasood95
Tohid sabri presented the Silver lock in the Holy Dargah of Huzur Makhdoom Alauddin Ali Ahmad Sabir Piya Kaliyari R.A with the consent of Sajjadanasheen Hazrat Qibla Shah Ali Manzar Aijaz Quddusi Sabri sahab and under the supervision of Sahibzada Hazrat Yavar Manzar Aijaz sabri Sahib May Allah Sabir pak accept his good deeds
The 15th night of Shaban is known as Laylatul Ba'raaht. It is a night of forgiveness and mercy, time of spiritual growth, reflection and seekers are encouraged to seek forgiveness and engage in acts of worship, volunteer prayers on this night followed by a day of fasting. – at Dargah Sabir Pak!#Shab_e_Barat #ShabeBarat2023
4
15vin Shabaan Ka Roza Aatish E Jahannam Se Najaat Ka Azeem-us-Shaan zariya hai.*
*[Tafseer e Saavi, Sunan E Ibn E Maaja,Mishkaat Shareef, ihyaaul uloom]
#shabebarat#shabebarat#islam#Allah
3 Be-uzre Shar'ee Rishtedaari Aur Dosti Kaatne Wala.*
*Haañ Agar Ye Log Bhi In Gunaahoñ Se Sacchi Tauba Karleñ Aur Qataa-Tàaluq Wale Aapas Me Sulah Karleñ To Shab E Baràat Me Unki Bhi Maghfirat Wa Bakhshish Hojaati Hai.*
#shabebarat#Hadith#sufism
Lihaza Us Raat Me Khusoosan Zikr O Dua Ka Ahtemaam Karna Chahiye).*
2 Shab E Bara'at Me In logoñ Ki Bakhshish Nahi Hoti:*
*Nujoomi, Jaadugar, Sharaabi, Zaani, Maa Baap Ka Naa-Farmaañ, Sood-Khor, Huqooq-ul-ibaad Me Girftaar, Musalmanoñ Me Phoot Daalne Wala, Kinawar
#shabebarat
*🌸SHAB E BARA'AT🌸*
SHABAN UL MUAZZAM KI 15VIN SHAB
1 *Rasoolullaah ﷺ Farmate Hain Ke Shab E Bara'at Me Bandoñ Ke Aamaal Baargaah e ilaahi Me Pesh Hote Hain Aur Unki Roziyaañ Utaari Jaati Hai. Shab E Baràat Ki Shuru Raat Se Aakhir Raat Tak Har Ghadi Qubooliyat Ki Ghadi Hai