@sukdeb1945saha Ha wo sab to sahi hai ..magar Sikandar ke aakrman ke samay to magadh par nand vansh ka shashan tha ...dhana nand ka...lekin agar padhana hai Chandragupt Maurya ka to ek kam krte hai har desh ke itihas me sikandar ka aakrman 3-4 sal bad karwa dete hain ...kyu kaisa rhega ye ?