@anitavladivoski Madam suna hai kuch bodhistho ne hindu patrakaro ko lat mar ke suja diya hai aur bat rahi bangladesh ki to waha pe pardarshan hi dharmik sanghatno ne kiya tha
@RebornManish Matlab Modi ji trump se kun darte hai indra ji to nahi dari thi ya kisi ko bachane ke liye ye samjhota hua jo report aayi hai wo yahi kahti hai