Sir Train no 02563 ki timming ka kuch kijiye passenger ke late hone se aaplogo ko kuch fark nahi padta hai . Iska fare baaki train se jaada hai aur service ekdam ghatiya abhi tak ye train cpr nahi pohochi hai mujhe kal 11 baje tak Delhi kisi bhi haal me jaana hai
@IRCTCofficial
Sir Train no 02563 ka kuch kijiye iski timming ka to kuch pata hi nahi hota hai kahi bhi 1-2 ghante ruk jaati hai saari train se fare bhi jaada aur service bhi ekdam ghatiya 2-3 saal pehle ye train timely chalti thi . Ab pata nahi kya hua hai isko
@AshwiniVaishnaw