Bahut hi dayneey sthiti kya kr rahi h mp police corona to control kr pa rahi to kya sarkar apna gussa kishano pe hi nikalegi !!!!
Kya gunah kiya tha banshi ne , vo apni gay ko bhojan dene gaya, ya uska kasoor h ki vo akele apne khet gaya🙏🙏 @ChouhanShivraj#mppolice
@chitraaum Baat ko samjhte jane aur baat ki sachchai pe jaye tabhi usko aage badaye. Hmesha aakhe dekhi aur kisi aur ke dwara sunai baate sach nahi hoti 🙏🙏