Gurh ke pavitra Shri Bhairav Nath Mandir ke darshan ka sukhad anubhav prapt hua. Mandir ki divyata aur shaanti man ko chhoo gayi. mananiya Mantri Shri @rshuklabjp ka hriday se aabhaar vyakt karte hain, jinhone is dharmik sthal ko naye roop mein sanwara. Jai Bhairavnath 🚩#rewa