Sabr, himmat aur iman ki jisne duniya ko misal di.
Apna Ghar aur Parda Luta kar bhi jo sabit kadam jami rahi🧕🩷
Zalim K Aage Jhukna Se behtar tut jana hai ye paigam duniyaa ko di🥺
Aise hi BIBI zaibab ki seerat par chalkar jihadan banna hai har imani khatoon ko
Salam Ya ZAINAB