@VishalTFR Vishal bhai mera banaiya huya video se aapko gussa aiye to sorry bhaiya
πππ
But aap se baat karne ke liye kitna kosis kiya hun mein
Aapke affiliate se bhai baat Kiya tha but koi baat nahi bani
Is liye apke nazar mein ane ke liye isse acha upai nahi suja mujhe sorry bhaiya