@SomuAnand_ press reporter pe FIR hona chahiye na ki doctor pe.kuch reporter ek mike lekar apne aapko bhagat singh samjh leta hai,ye nhi dekhta hai ki mater kitna serious hai kahan khada hai,doctor log abhi baccho ko bachaane me lage hain aur ye chasma pahn ke hero ban kr ungli kar rha h
@Mukesh_Journo press reporter pe FIR hona chahiye na ki doctor pe.kuch reporter ek mike lekar apne aapko bhagat singh samjh leta hai,ye nhi dekhta hai ki mater kitna serious hai kahan khada hai,doctor log abhi baccho ko bachaane me lage hain aur ye chasma pahn ke hero ban kr ungli kar rha h
@prabhatkhabar Ab @prabhatkhabar apne news channel hone ka galat fayada na uthaye aur doctor pe karwaai karne ki jagah apne reporter ko training de. Aur puri video upload kare. Ek min ke video me reporter hi galat dikh raha hai. Ache reporter kabhi kisi ko pareshan nhi karte
@prabhatkhabar Dear @prabhatkhabar , apne reporter ko bhi training dijiye dekhiye chasma laga kar hospital me hero ban kar reporting kar raha hai. Kya yahi prabhaat khabar ka tarika hai reporting ka kya?
Even hospital team ne galat kiya. Aise reporters ko sirf bahr karna tha na ki maar kr.
Chinmoy Krishna Das’s mother wanted to see her son one last time, but the BNP govt under Islamist Tarique Rahman did not allow it. 🇧🇩🚨
She left this world with deep pain in her heart.
Hindus, please remember this.
OM SHANTI 🙏
As Bangladesh’s neighboring country, what has India done to protect the rights of Hindus in Bangladesh, apart from issuing statements of condemnation through the Foreign Ministry ? 🚨🇧🇩
You could at least pressure the Islamist govt in Bangladesh.
But you did not do that.
बिहार के स्वास्थ्य मंत्री ने हाजीपुर सदर अस्पताल पहुंचकर...डायरी से डॉक्टर्स की गलती को पकड़ लिया और सबसे सामने चेतावनी देते हुए समझाया!
@Nishantjdu81@BiharHealthDept
@Thebihar_in Kya karegi janta, yahan Circle officer sab ghush khaa kar kisi ki zameen kisi ko likh deta hai. Aur jab asli zameen wala kanooni ladai ladta hai to zanam lag jata hai. DCLR ke pass time hi nhi hota hai ki case dekhe. Bas date pe date aati jayengi
@mithunmishrabwn Jab mithanpura ka ye haal hai to aur area ka kya hi hoga.. Ye log bas kar dhar ke rakh do wala niti apnate hain. Jab ye sukhega to apne logo ke sarir me jaayega hawa ke sath. Aise hi uth jaayega uthana bhi nhi padega
@VijayKrSinhaBih Pahli bar aisa ho raha h ki Bihar sarkaar aam aadmi ki soon raha hai.Bahut acha laga ab bharosa hai ki zameen ki ladai bahut kam ho jayegi.Lekin fir bhi itna halka nhi hai. Ye jo Circle officers ka jo circle hai itni aasaani se tutne wala nhi jab tak sahi se hathora nhi mara jaye
@itsAnuj Eske liye inquiry karna chahiye ki galti kise hui hai. Company se ya dealer level se fir jiski galti uspe action hona chahiye. Kyun ki tank seal hokar aata hai aur jab unload hota hai to uska bas ek sample check hota hai na ki pura tank. Sample bhi pump pe hoga.
@magadh_updates Ye staff log mauka ka galat fayada utha kr pump dealer ko pareshan karte hain aur company ko badnam karta h.Lekin ye to normal hai kitne nozzle man to chori hi kar lete hain customer se.Eske liye customer ko hoshiyaar hona padega.Turant bill pe no. Diya hota hai uspe complain kre
@Kapil_Jyani_ Bahut dukhad hai aur ye news koi main stream news channel nhi bata raha hai. Kyun ki bade bade businessman ka paisa laga hai news channel me ab koi news channel news nhi balki adani, ambani ka PR agent hi ban kar rah gaya hai.Aur jharkhand me jo bhi party aai hai bas looti hi hai
अगर आप घर से दूर रहते हैं, आपके पास स्थायी पता नहीं है, और एलपीजी कनेक्शन लेने में कठिनाई हो रही है, तो अब इसका एक आसान समाधान है।
इंडेन ‘छोटू’ — 5 किलोग्राम का फ्री-ट्रेड एलपीजी सिलेंडर।
छोटा, सुविधाजनक और आसानी से उपलब्ध, यह विशेष रूप से छात्रों और प्रवासी कामगारों के लिए तैयार किया गया है, जिन्हें बिना देरी के एक विश्वसनीय खाना पकाने का समाधान चाहिए।
#SafeLPG #EnergyForAll #IndianOil #StayAware #CleanEnergy #StayCalmIndia
@HardeepSPuri@PetroleumMin@Secretary_MoPNG@neerajmittalias@ChairmanIOCL@sahneyas