@GodrejAppliance एक महीने के अंदर 3 से 4 बार समस्या आई। कोई गैस भरकर जाता तो कोई वाल्व चेंज कर आपने ऐसे लोग रखे हैं 1 दिन पहले तीसरी बार सही किया देखते हैं अब कितना चलता है और कितनी बार परेशान होना पड़ता है इस घटिया सर्विस और प्रोडक्ट से।
आपने एक महीने बाद रिस्पांस दिया इसका बहुत ज्यादा शुक्रिया
@GodrejAppliance aakhir kisi isue par kitna waqt lagta hai aapko jawab dene me. ya ghtiya product ki tarah hi aapik service bhi sirf khanpurti karte hai?
@GodrejAppliance@SudhirSitapati pahle to ghatiya product banate hai. Fir warranty ke naam par benchte hai. Fir baar ac kharab hota hai. Aur fir kharab hone par warranty ke bawjood paise liye jaate hai. Service request no. 81401294
@GodrejAppliance 1 saal me hi aapke product me har hafte kharbi aati hai. aur warranty hone baad bhi naye naye tikdam se aap log naye naye charge battae hai . har roj isse sahi karaye ghatiya product ke liye baar baar paise de
@GodrejAppliance MY service rquest number is 81401294. and godrej engineer ne AC VOLVE ke liye 1600 Rs. maang rahe hai. jabki 5 sall ki warranty hai. WHY
@GodrejAppliance maine 2 month pahle ac liya tha. aur 2 mahine me hi ac kharab ho gaya. complain ki hue 36 to 48 hrs ho gaye lekin koi technician nahi aya. Complain -Z270678833. Kya godrej ki service aesi hi hai. Yahi commitment. Kar pahle kharab saman becho. Fir service ke liye
@RailwaySeva@drm_dli Aap logo ka sir ek dusre par jimmedari dalna hai. Karna kuch nahi hai. 1 ghante se jyada ho Gaye koi jawab nahi Mila. Indian railway ki halat ke like aise hi laparwah log zimmedar hai
@AshwiniVaishnaw@RailMinIndia PNR 2552120843 train ko chalne se pahle hi 3.45 hrs late Kar di Gaye. Aakhiri samay par. Ab station me chote baby ke saath. Yahi Hamari Indian railway Hai? Special ke na jyada paisa aur svidha itni shhandar. Jaldi schedule ki gunjais hai?
@RailwaySeva@drm_dli Train delay ka message 10 am par Aya. Jab yatri ghar se Nikal chuka tha. Bacche saath hai. Pareshan ho rahe hai. Jab train late hi karna hai to chalte kyo hai. Kya sirf vasooli karna masasad hai. Special ke naam par