@chitraaum@AmanChopra_ Patrakar ?
Kaun patrakar, wahi godi patrakar jo jantar mantar par nahi pahuch paye aur chhatro ko aatankvadi sabit karne par tule hue the ?
FIR ki copy padhi nahi aur aa gayi defend karne. Aam janta ko gumrah karna hi tumhari patrakarita hai.
@sudhirchaudhary Thuk ke chatne me takleef ho rahi hai.tumhi log inhe aatankwadi sabit karne par tule hue the.
Tumhari halat to dhobi ke gadhe wali ho gayi hai. Dhobi ka gadha na ghar ka, na ghat ka.