@CJP_for_India Student sb dekh rha kis Tarah rajneeti ho rha hai dharna chl rha hai usi time aur Jagan paper leak ho gya kyoki log bilkul sant bathe hai isse to saf ho gya aur student bhi samjh gya
@BJP4India Ye student Kam aur political log jyada the is dharne me धर्मेंद्र प्रधान ने इस्तीफा दे दिया।
कोई कॉकरोच इस इस्तीफे से होने वाले 5 फायदे बता सकता है?
@CJP_for_India Yr resignation se kuchh nhi hoga strict law hone chahiye koi dusra o bhi yhi krega apna Jeb bharega resignation mean political angel lg rha koi law ki bat hi nhi kr rha sb resignation mang iske pahle jo tha uske time bhi yhi hota tha kissi aur exam me
@CJP_for_India Yr resignation se kuchh nhi hoga strict law hone chahiye koi dusra o bhi yhi krega apna Jeb bharega resignation mean political angel lg rha koi law ki bat hi nhi kr rha sb resignation mang iske pahle jo tha uske time bhi yhi hota tha kis aur exam me
@CMOfficeUP@myogiadityanath Mungrabadshahpur District jaunpur light ki halat bahut bura hal hai aisa lg rha connection kata kr bina light ka rh le o sahi hai
@CMOfficeUP@myogiadityanath Village-Novadadi post-mungrabadshahpur Dist-Jaunpur pin 222202 ka lekhpal Ankit 1 bidhva mahila Gujrati Devi patel Nivas pramad patr nhi bna rha hai aur unse 20000 rupay risvat ki mang kr rha hai bol rha tumhari jamin gram samaj kr dunga jo ki us mahila ka pakka makan hai vha